copyright. Powered by Blogger.

दोस्ती का एक दिन

>> Monday, September 1, 2008

कल अचानक ही

इस नेट की दुनिया ने

मेरे ज्ञान चक्षु खोल दिए

और मुझे पहली बार ही

पता चला कि --

साल भर में एक दिन

दोस्ती का भी होता है

शायद बाकी दिन

लोग दुश्मनी निबाहते हैं


ये पश्चिमी सभ्यता

भारतीय संस्कृति पर

कैसा कब्जा जमा रही है

दोस्ती के साथ साथ

माँ - बाप के लिए भी

साल में एक एक दिन

मना रही है


सोचती हूँ कि -

क्या कोई पश्चिमी देश

ऐसी दोस्ती निभा पायेगा ?

जो भारतियों ने निबाही है

दोस्ती की खातिर

अपनी जान तक गँवाई है


हमारे देश में दोस्ती के नाम से

इतिहास भरा पड़ा है

पांडवों का भाई होते हुए भी

कर्ण , दुर्योधन के साथ खड़ा है

द्रोपदी के साथ थे कृष्ण

जिन्होंने पग - पग पर दोस्ती निबाही थी

भरी सभा में उन्होंने ही

उसकी लाज बचाई थी


आज हम दोस्ती को भी

एक व्यवसाय समझ लेते हैं

जहाँ कुछ फायदा होता है

वहीँ दोस्ती कर लेते हैं

क्या कोई कृष्ण - सुदामा जैसी

दोस्ती निबाह पायेगा ?

बिना मांगे अपने दोस्त लिए

सब कुछ न्योछावर कर पायेगा ?


दोस्ती का झरना तो

हमारे देश में बहता है

वो चंद लफ्जों का मोहताज़ नहीं

ऐसा मुझे लगता है

इसीलिए कहती हूँ --

फ्रेंडशिप डे और वीक में

दोस्ती को मत बांधो

दोस्ती को दोस्ती रहने दो

इन चीज़ों में मत अंको

8 comments:

"Nira" 9/01/2008 7:21 AM  

bahut sahi liokha hai
har point ko bahut sahi tareeqe se nibhaya hai,
acha laga padhkar.

masoomshayer 9/01/2008 7:30 AM  

इसीलिए कहती हूँ --

फ्रेंडशिप डे और वीक में

दोस्ती को मत बांधो

दोस्ती को दोस्ती रहने दो

इन चीज़ों में मत अंको
-------------------------
bahut badee sacchhayee kah gayeen hamaree sabhyata kee bahut khoob

Anil

nayeda............ 9/01/2008 9:46 AM  

maitri,prem aaur karuna ka sota to har pal prabhu ki di hui is deh,chetan,ava-chetan aaur achetan men bahna chahiye, yahi hamaari swabhavikta hai...jise sahaj roop se hum mansik star par pa saken........
Aek din kyon......yehi chrcha to humne us din ki thi.
Sneh aevan Aaadar.

रश्मि प्रभा... 9/01/2008 1:36 PM  

pashchatya sabhytaa ka karishmaa hai....jinhe naaj hai hind par wo kahan hain?
bahut badhiyaa

मुदिता 9/05/2008 10:21 PM  

priy didi ,
bahut hi sunder kavita likhi hai aapne aur jo bhi likha hai wo ekdum satya hai par mera apna manna hai ki humein freidnship day manane ko ek nakaratmak bhav se nahin dekhna chahiye.. aur aisa bhi nahin sochna chahiye ki dosti ke liye sirf ek din hi kyun...dosti ka jo bhav behta hai humaare andar .. jo anand wo humein deta hai.. us anand ko celebrate karne ke liye agar ek din sunishchit kar liya gaya hai pashchim mein to usmein koi burayi to nahin hai.. ab pashcim ka andhanukarn karne wale ..friendship day ko vyavsaay bana lete hain aur us vyavsaay ko phalne phoolne dete hain kuchh log ..kuchh aise log jo shayad dosti ka matlab bhi nahin jaante.. ye sach hai ki agar friendship day nahin bhi manay jaayega ya us din freind ko wish nahin bhi kiya jayaega tab bhi dosti mein koi farak nahin padega.. bhav dino ke mohtaj nahin hote .. lekin aur bhi bhavnaon ko vyakt karne ke liye humaare desh mein bhi parv hain.. bus wo parv hindi tithiyon ke hisaab se padte hain aur unko humaare ishwer se joda jata hai isliye unko hum saadar natmastak ho kar celebrate karte hain jaise raakhi ka parv..behan rakhi baand ke bhai sewachan bharwati hai ki wo uski raksha karega ..to kya usi ek din use yaad rakhna hoga raksha ka..ya patniyan karwa chauth ke din vrat rakhti hain pati ki lambi umar ke liye to kya saal ke baaki din wo lambi umar ki kaamna nahin karti hongi.. ye mere vichar hain.. jismein sirf ye bhav nihit hai ki sirf pashchim ka hone se humein kisi bhi din ka nishedh nahin kar dena chahiye..humari sanskriti bahut gehri hai ..aur jo bhav wa udaharn dosti aur prem ka humare desh mein paya jata hai wo anyatra milna mushkil hai..lekin us bhav ko apne mitron ke saath anandmay ho kar celebrate karne ke liye koi din sunishchit kar lena kadapi asanskritik nahin ho sakta
ye mere apne vichar hain.. kanhin kuchh ashobhaniya laga ho to kashma chahungi
regards mudita

संगीता स्वरुप ( गीत ) 9/08/2008 5:30 PM  

priy mudita,
friendship day pashchaty sabhyta hai is liye mera koi virodh nahi hai.bass ye batane ka prayaas hai ki dosti hum hindustaaniyon ne kaise nibahi hai.aur zara apane mann ko tatol kar dekhna ki kya sach hi tumko lagta hai ki jo log ek doosare ko is din badhai dete hain sach hi men dost hote hain.aaj kal chalan ho gaya hai mother's day ka aur father's day ka. in sab ke baare men padh padh kar hum bhi jaan rahe hain ki saal men kam se kam ek din maa - baap ko bhi diya jaata hai.jab ki humaari sanskriti kahti hai ki maa - baap ki matr parikrma kar ke hi ganesh sarvopari ho gaye.haan main tumhaari baat se asahmat bhi nahi hoon. ek din dosti ke naam manaiye par bhavnayen to hon...........
shubhkaamna ke saath
didi

मुदिता 9/08/2008 6:37 PM  

t hun.. ki sirf friendship day ki badhayi dene se hi koi dost nahin ho jata .. lekin jo humaare sachche mitra hain unko hum is din wish karke ye ehsaas kara skate hain ki i m so lucky ki i have u as my friend ..so happy friendship day :).. aur in sab discusisons ka matlab sirf differnet views se do char hona hai.. hum kisi ke bhi vicharon ko sahi ya galat nahin thehra rahe hain..
regards
mudita

taanya 9/09/2008 11:48 AM  

SANGEETA JI..

Aapki rachna bahut acchhi hai..acchhe acchhe prashn aur mudde leker aati hai aap hamesha..bahut accchhaa lagta hai..

फ्रेंडशिप डे और वीक में
दोस्ती को मत बांधो
दोस्ती को दोस्ती रहने दो
इन चीज़ों में मत अंको

Sangeeta ji sab ka apna apna nazeriya hai..aap ne sahi likha ki hamare hindustaan jaisi dosti koi nahi nibha sakta..baaki rahi friendship day ki baat to jaha.n tak main sochti hu..ki indians ko to khush hone ka bahana chaahiye..aur vo apni khushi me ek din is bahane se add kar lete hai..chaho vo westerns ki copy kar k hi ho raha ho..kul mila k to apni khushi ko badhane se matlab hai..varna kya indians kabi dosti ka din aane ka intzaar karte hai...neverrrrrrrr....!!

Post a Comment

आपकी टिप्पणियों का हार्दिक स्वागत है...

आपकी टिप्पणियां नयी उर्जा प्रदान करती हैं...

आभार ...

हमारी वाणी

www.hamarivani.com

About This Blog

आगंतुक


ip address

  © Blogger template Snowy Winter by Ourblogtemplates.com 2009

Back to TOP