चेहरे बदल के मिलता है
13 years ago
लोग कहते हैं कि -
हथेली की लकीरों में
किस्मत लिखी होती है ।
मेरी किस्मत भी
स्याह स्याही से लिखी थी ।
फिर भी लकीरें
धुंधली हो गयीं ।
और अब
मेरी किस्मत
कोई पढ़ नही पाता ।
धुंधली होती लकीरें
एक जलन का
एहसास कराती हैं
और मुझे
तन्हाई में ले जाती हैं
जहाँ मैं ख़ुद ही,
ख़ुद को नही पढ़ पाती ।
© Blogger template Snowy Winter by Ourblogtemplates.com 2009
Back to TOP
4 comments:
sundar abhivyakti
gahre bhaav ,marmsparshii
khud ko nahii padh pana...
Respected Sangeeta ji,
Bahut achchhee kavita .kam shabdon men dheron dard ka anubhav karane valee kavita.....
Poonam
Sangeeta ji....sadar pranaam..
her baar aapki rachna man-o-mastishk per ek gehri chhaap chhod jati hai aur reh jati hu main vicharo ke jangal me fas ke..ji haa.n aisa hi kuchh hota hai jab bhi main aapki rachnaye padhti hu...
review:
ha.n log to sahi kehte hai aur mera bhi yahi maanNa hai ki hatho ki lakeero me kismat likhi hoti hai..chaahe vo syaah ho ya fiki...aur aapne jo likha SYAAH SYAHI se to iske do meaning nikalte hai jinhe aap behter jaanti hongi. aur fir uske baad lakiro ka dhundla padna..aur aapki bhawishye me u jhaankne ki ek nakaam koshish vyakt karti hui ye rachna bahut acchhi lagi..lekin agar ham apne bhawishye ko nahi dekh paa rahe hai to is se tanhai ya jalan nahi honi chaahiye..balki kisi cheez ki anbhigyeta ek jaanNe ki utsukta aur zindgi k liye umeed deti hai...jise soch kar aap/ham sabhi jeete rehte hai aur jeena mushkil b ho to umeedo me bandhe reh kar jeene k liye pryaasrat rehte hai...
umeed hai aap mera taatpariye samajh rahi hongi...
subhkaamnaao k sath....
aapki taanya
hi
goood hai ji lagey raho....
madhukar madhur
Post a Comment