पत्थर का गुण
>> Friday, August 15, 2008
एक पत्थर को देख
अक्सर ये ख़याल आता है
कि, मैं पत्थर बन जाऊं
क्यों कि -
उसकी भी महत्ता है
राह पर पड़ा हुआ
वह
सबसे ठोकर खाता है
पर मनुष्य स्वार्थवश
ख़ुद के लिए यह कहता है कि
पत्थर से उसने ठोकर खाई है
वह सुनता है धैर्य से
और चुप रह जाता है
क्यों कि
उसकी आवाज़, उसकी भावना
कोई नही समझता
गर कोई समझता भी है
तो अनजान बन जाता है
और
वह पत्थर
चुप रहने के गुण में
लीन हो जाता है.
5 comments:
Sangeeta ji...ham insaan hai...chaah kar bhi ham patther nahi ban sakte...aur ye samvaidnaaye..ye sochne ka gun..ye feelings sb bhagwaan ki dain hai..uske diye huai gift ki tauheen ham kaise kar sakte hai..aur sabse bari baat to agar ham patthher ban b jaaye to kya milega?? kya milega maun (chup) reh jaane se...log fir bhi thoker maar kar hi chalenge..ye to niyati hai insaan ki..agar tum jyada sharaafat me rahoge to log tumara faayeda uthaane se baaj nahi aayenge..aapne us fufkaarte saap ki kahani to suni hogi jisne fufkarna chhora to bacchhe use tang karte the..tb bhagwaan ne hi use kaha..ki apne bachaav k liye logo ko apna dar dikhana aur pratikriya karna bhi jaruri hai..varna log jine nahi denge..
kul mila k agar poem ka sawal hai to vo bahut acchhi hai aur agar soch ka sawal hai to main sehmat nahi hu aapse..kShama chahungi..
(Pahile comments post ki thi parntu vartani ki shudhiyan use ajeeb sa bana rahi thi isliye aek bar pun:)
Kshma kijiye yah pathar ka gun nahin hai......woh logon ki rah men aata hai aur isiliye pathar- budhi logon ki thokar khata hai....chup isliye rehta hai ki shaitani to kar li aab chupchap 'enjoy' karo. Agar shiksha leni hai to bas yahi ki, hum dekh kar chale, jahan pathar ho uske pas se gujar jayen(yadi chattan ke tarha bahut bada ho-yane boulder), use thokar na lagayen, aur ho sake to use utha kar kinare rakh den taki anya logon ko chot na lage. Hum ya to bina dekhe chalten hai aur us se takra kar chout khaten hai ya krodh men use thokar lagaten hai aur khud chout kha leten hai.
Raste ke pathar ka aek aisa bhi 'ineterpretetion' ho sakta hai.
Regards.
Pathar ka dhairya achetan ka anubhutiheen hona hai....chetan ka dhairya aek anubhutipurna stithi hoti hai........abhi bas.
Regards.
दिनांक 17 /02/2013 को आपकी यह पोस्ट http://nayi-purani-halchal.blogspot.in पर लिंक की जा रही हैं.आपकी प्रतिक्रिया का स्वागत है .
धन्यवाद!
-----------
पत्थर का गुण.....हलचल का रविवारीय विशेषांक.......रचनाकार संगीता स्वरूप जी
Post a Comment